Tuesday, October 13, 2020

Madhya Pradesh Tourism Song


 Rang hain, rang hain, rang hain, sau tarah ke rang hain... Kanha mein saikadon sher dahade, har koi dekhe aankhen faade... aankhen faade... aankhen faade... Khajuraho ki khamosh moorat pyaar ki kitni pyaari surat... MP mein aaya har koi dang hai... Dang hai O dang hai... Mandu ka mahal dekhne aaye jahaaz dekha chakkar khaye... Sanchi mein aake stupa dekha shaant hoke hinsa ko fenka... MP mein aayi har rooh malang hai... malang hai malang hai... malang hai malang hai... Mahakal ki puja drishya na koi duja... MP mein aayi har rooh malang hai...

No comments:

Post a Comment

Hindu Traditons - Amazing Scientific Reasons Behind It

                         AMAZING SCIENTIFIC REASONS BEHIND HINDU TRADITIONS:: 1. Throwing Coins into a River: The general reasoning given fo...